Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur sach mein jhoot ko na milao aur jaan-bujh kar haqq ko (yani shara'ee ehkaam ko) na chupao jab ke tum jaante ho. (Al-Baqarah 2: 42)
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur ek musalman ghulam mushrik azaad mard se kahin behtar hai khuwah woh mushrik mard tumko kitna hi bhala kyun na maloom hota ho. (Al-Baqarah 2: 221)