12 JUNE (Hadees) - Jo Kisi Doosre Ki Cheez Chheen Kar Le Woh Ham (Musalmaanon) Mein Se Nahin

Hadees
مَنِ انْتَهَبَ نُهْبَةً فَلَيْسَ مِنَّا
 
Manintahaba nuhbatan falaisa minnaa

Tarjama: Jo kisi doosre ki cheez chheen kar le woh ham (musalmaanon) mein se nahin.

(Ibn-e-Maaja: 3937)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp
Share Youtube Link on: WhatsApp

01 OCT (Aaj Ki Hadees) - Allah Ta'ala ki rehmat ka sahi ilm

Aaj Ki Hadees
Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu Rasulullah ﷺ se riwaayat karte hain ke Aap ne irshaad farmaaya: Agar momin ko us sazaa ka sahi ilm ho jaye, jo Allah Ta'ala ke yahan nafarmaanon ke liye hai to us ki jannat ki koi ummeed na rakhe aur agar kaafir ko Allah Ta'ala ki rehmat ka sahi ilm ho jaye, jo Allah Ta'ala ke yahan hai, to uski jannat se koi na-ummeed na ho. (Muslim: 6979)

11 June Hadees - Jhoot Se Bacho

Hadees
إِيَّاكُمْ وَالْكِذْبَ
 
Iyyaakum walkizb

Tarjama: Jhoot se bacho.

(Abu Dawud: 4989)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp
Share Youtube Link on: WhatsApp

June - 10

Aaj Ki Hadees
لاَ تَسُبَّنَّ أَحَدًا
 
Laa tasubbanna ahadaa

Tarjama: Hargiz kisi ko gaali mat do.

(Abu Dawood: 4084)

◇ Kisi ko gaali dena bahot bada gunaah hai.
◇ Gaali dene se Allah Ta'ala naaraaz hota hai.
◇ Gaali dene waalon se log nafrat karte hain.

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

June - 09

Aaj Ki Hadees
لَعَنَ رَسُوْلُ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ الرَّاشِيَ وَالْمُرْتَشِيَ
 
La'ana rasoolullaahi sallallaahu 'alaihi wasallam arraashiya walmurtashee

Tarjama: Rasoolullah ﷺ ne rishwat dene aur lene waale par laanat farmaai hai.

(Abu Dawud: 3580)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

June - 08

Aaj Ki Hadees
إِذَاسَأَلْتَ فَاسْأَلِ اللهَ
 
Izaa sa'alta fas'alillaah

Tarjama: Tujhe jab kuchh maangna ho to Allah Ta'ala hi se maanga kar.

(Tirmizi: 2516)