June - 20

Aaj Ki Hadees
مِفْتَاحُ الْجَنَّةِ الصَّلاَةُ
 
Miftaahul jannatis salaah
Tarjama: Jannat ki kunji (chaabi) Namaaz hai.

(Tirmizi: 4)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

June - 19

Aaj Ki Hadees
اَلدُّعَاءُ مُخُّ الْعِبَادَةِ
 
Addu'aau mukhkhul 'ibaadah

Tarjama: Dua Ibaadat ka magz hai.

(Tirmizi: 3371)

▫Allah Ta'ala se dua maangna Ibaadat aur sawaab ka kaam hai.

▫Allah Ta'ala ne Qur'an-e-Kareem mein dua maangne ka hukm diya hai.

▫Har achchhe kaam se pehle Allah Ta'ala se dua karna chaahiye.


Share on: Email | Telegram | WhatsApp

18 June Evening Zikr 2026

Dhikr Counter
Lvl 1: Beginner
🔥 0 Days
🔊
Astaghfirullah (I seek forgiveness from Allah)
Loading virtue...
Session: 00:00
00
0%
Daily Goal: 0 / 100
Round: 0
Today: 0 / 100
Total: 0
Loading recent submissions...
📅 Latest Submissions
Loading recent submissions...
  
🏆 Top 100 Leaderboard
Loading rankings...
All Dhikr Summary
Grand Total: 0

June - 18

Hadees
لاَ تُمَارِ أَخَاكَ
 
Laa tumaari akhaak

Tarjama: Apne bhaai ke saath jhagda na karo.

(Tirimizi: 1995)

Islam ladaayi jhagde ko naapasand karta hai.
Ladaayi jhagda karne waale se sab log door bhaagte hain.
Ladaayi jhagde se bachne waale ko log pasand karte hain.

Share on: Email | Telegram | WhatsApp
Share Youtube Link on: WhatsApp

June - 17

Aaj Ki Hadees
السَّلاَمُ قَبْلَ الْكَلاَمِ
 
Assalaamu qablal kalaam

Tarjama: Baat karne se pehle Salaam karo.

(Tirmizi: 2699)


Share on: Email | Telegram | WhatsApp

16 JUNE Hadees- Jo shakhs kisi musalmaan ki bechi ya khareedi hui cheez ki waapsi par raazi ho jaaye

Hadees
مَنْ أَقَالَ مُسْلِمًا أَقَالَهُ اللَّهُ عَثْرَتَهُ
 
Hadees: Man aqaala musliman aqaalahul allahu asratahu

Tarjama: Jo shakhs kisi musalmaan ki bechi ya khareedi hui cheez ki waapsi par raazi ho jaaye to Allah Ta'ala us ke gunaah maaf kardega

(Abu Daawood: 3460)


Share on: Email | Telegram | WhatsApp
Share Youtube Link on: WhatsApp

15 JUNE (Hadees) - Neki Ki Raah Bataane Waala Neki Karne Waale Ki Tarah Hai

Hadees
أَلدَّالُّ عَلَى الْخَيْرِ كَفَاعِلِهِ
 
Addaallu alalkhairi kafaailihi

☆ Tarjama: Neki (bhalaai) ki raah bataane waala neki karne waale ki tarah hai.

(Tirmizi: 2670)


Share on: Email | Telegram | WhatsApp
Share Youtube Link on: WhatsApp

14 JUNE (Hadees) - Beshak Gussa Shaitaan Ki Taraf Se Hota Hai

Hadees
إِنَّ الْغَضَبَ مِنَ الشَّيْطَانِ
 
Innal gazaba minash shaitaan

Tarjama: Beshak gussa shaitaan ki taraf se hota hai.

(Abu Dawud: 4784)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp
Share Youtube Link on: WhatsApp

13 JUNE (Hadees) - Sab Se Achchha Kalaam Allah Ka Kalaam Hai

Hadees
أَحْسَنُ الْكَلاَمِ كَلاَمُ اللهِ
 
Ahsanul kalaami kalaamullaah

Tarjama: Sab se achchha kalaam Allah ka kalaam hai.

(Nasai: 1311)


Share on: Email | Telegram | WhatsApp
Share Youtube Link on: WhatsApp