Tarjama: Tum mein sab se behtar woh hai jo Qur'aan ko seekhe aur sikhaaye. (Bukhaari: 5027) Qur'an-e-Kareem duniya ki sab se achchhi kitaab hai, is mein achchi achchi baatein aur qisse hain. Jin ko padh kar insaan ko sukoon milta hai, aur us par amal karne se duniya-o-aakhirat mein kaamyaabi milti hai, jo aadmi Qur'aan padhta aur padhaata hai, woh sab se achchha aadmi hai. |
June - 30
30 June (Hadees) - Tum mein sab se behtar woh hai jo Qur'aan ko seekhe aur sikhaaye
Tarjama: Tum mein sab se behtar woh hai jo Qur'aan ko seekhe aur sikhaaye. (Bukhaari: 5027) Qur'an-e-Kareem duniya ki sab se achchhi kitaab hai, is mein achchi achchi baatein aur qisse hain. Jin ko padh kar insaan ko sukoon milta hai, aur us par amal karne se duniya-o-aakhirat mein kaamyaabi milti hai, jo aadmi Qur'aan padhta aur padhaata hai, woh sab se achchha aadmi hai. |
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
June - 29
Tarjama: Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo shakhs kisi musalmaan ke aib ko chupaata hai Allah Ta'ala Qayaamat ke din us ke aib ko chupaayega. (Bukhari: 2442) |
Hadees June 29 - Jo shakhs kisi musalmaan ke aib ko chupaata hai.
Tarjama: Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo shakhs kisi musalmaan ke aib ko chupaata hai Allah Ta'ala Qayaamat ke din us ke aib ko chupaayega. (Bukhari: 2442) |
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
June - 25
Tarjama: Sachcha amaanatdaar taajir ambiya, Siddeeqeen aur Shuhada ke saath hoga. (Tirmizi: 1209) |

23 June Hadees: Dhoke baaz, ehsaan jatlaane waala aur kanjoos, Jannat mein daakhil nahin hoga.
Tarjama: Dhoke baaz, ehsaan jatlaane waala aur kanjoos, Jannat mein daakhil nahin hoga. (Trimizi: 1963) |
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
June - 19
Tarjama: Dua Ibaadat ka magz hai. (Tirmizi: 3371) ▫Allah Ta'ala se dua maangna Ibaadat aur sawaab ka kaam hai. ▫Allah Ta'ala ne Qur'an-e-Kareem mein dua maangne ka hukm diya hai. ▫Har achchhe kaam se pehle Allah Ta'ala se dua karna chaahiye. |

June - 18
Tarjama: Apne bhaai ke saath jhagda na karo. (Tirimizi: 1995) Ladaayi jhagde se bachne waale ko log pasand karte hain. |