Nabi-e-Kareem ﷺ ka irshaad hai ke Allah Ta'ala ke yahaan sab se pasandeeda amal Dua hai. (Tirmizi: 3370)
Allah Ta'ala se dua maangna bahot achchhi baat hai, ham ko tamaam
cheezein Allah Ta'ala hi dete hain, jo dua maangta hai Allah Ta'ala us
se khush hote hai, aur uski dua qubool karte hain aur jo aadmi Allah
Ta'ala se dua nahin maangta Allah Ta'ala us se naaraaz hote hai, is liye
hamein Allah Ta'ala se dua maangne ki aadat daalni chaahiye.
0 comments:
Post a Comment