Share Youtube Link on: WhatsApp
|
31 MAY (Aaj Ki Hadees) - Jamaat Se Namaaz Padhne Ka Sawaab Pachchhees (25) Namaazon Ke Barabar Hota
30 MAY (Hadees) - Jo Tujhe Jodega Main Use Jodoonga, Aur Jo Tujhe Todega Main Use Todoonga
Share on: WhatsApp
|
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
29 MAY (Hadees) - Meri Ummat Mein Se 70,000 Bagair Hisaab Ke Jannat Mein Jaaeinge
Share on: WhatsApp
|
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
28 MAY (Hadees) - 7 Mohlik Aur Tabaahkun Gunaahon Se Bacho
2) Jaadu karna 3) Naahaq kisi aadmi ko qatl karna aur 4) Sood khaana, aur 5) Yateem ka maal khaana aur 6) (Apni jaan bachaane ke liye) Jihaad mein Lashkar-e-Islam ka saath chhod kar bhaag jaana aur 7) Allah ki paak daaman bholi bhaali bandiyon par zina ki tohmat lagaana. Reference: (Bukhari: 2766)
Share on: WhatsApp
|
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
25 MAY (Hadees) - Jhoote Aadmi Par Hone Waala Azaab
Share on: WhatsApp
|
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
Tum log zameen waalon par rahem karo, aasmaan waala Rab tum par rahem karega.
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
22 MAY (Hadees) - Tum Mere Hidaayat Yaafta Khulafaa-e-Raashideen Ke Tareeqe Ko Laazim Pakdo
Share on: WhatsApp
|
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
20 MAY (Hadees) - Qayaamat Ka Din Hoga To Mujhe Shafaat Ki Ijaazat Di Jayegi
Share on: WhatsApp
|
May - 18
Share on: WhatsApp
|
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
May - 17
..
Share on: WhatsApp
|
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
11 MAY (Aaj Ki Hadees) - Chehre Wuzu Mein Dhulne Ki Wajahse Raoshan Aur Chamakdaar Hongey
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
10 MAY (Hadees) - Allah Ta'ala Safon Ke Daayein Jaanib Khade Hone Waalon Par Rehmat Naazil farmaate Hain
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
09 MAY (Hadees) - Saari Makhlooq Allah Ta'ala Ki Ayaal (Aur Ghar Ke Afraad Ki Haisiyat Rakhti) Hai
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
07 MAY (Hadees) - Allah Ta'ala Agli Safon Se Qareeb Saf Waalon Par Rehmat Naazil Farmaate Hain
Share on: WhatsApp
|
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
May - 07 (Quran)
Qur'an mein Allah Ta'ala ne Rasool Allah (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) se irshaad farmaaya: Aap farmadijiye ke beshak meri namaz aur meri har ibaadat, mera jina aur marna, sab kuch Allah Ta'ala hi keliye hai jo saray jahaan ke paalne waale hain. (Surah Al-An'am: 162)
May - 06
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
05 MAY (Hadees) - Ek Musalmaan Ke Doosre Musalmaan Par 6 Huqooq Hain
2) Jab daawat de to us ki daawat ko qubool kare. 3) Jab use chheenk aaye (aur Alhamdulillah kahe) to us ke jawaab mein Yarhamukallaah Kahe. 4) Jab beemar ho to us ki ayaadat kare. 5) Jab intiqaal ho jaaye to us ke janaaze ke saath jaaye. 6) Aur us ke liye wahi pasand kare jo apne liye pasand karta ho. (Ibn-e-maajah: 1433)
Share on: WhatsApp
|
Share Youtube Link on: WhatsApp
|
May - 05 (Quran)
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Aur tumhaare Rab ne yeh hukm diya hai ke us ke siwa kisi ki Ibaadat na karo, aur maan baap ke saath achchha sulook karo, Agar maan baap mein se koi ek ya donon tumhaare saamne budhaape ko pahonch jaaein, to unhein "Uf" tak na kaho aur na unhein jhidko, balke un se izzat ke saath baat kiya karo, aur un ke saath muhabbat ka bartaao karte huwe un ke saamne apne aap ko inkesaari se jhukaao, aur yeh dua karo "Aye Rab! Jis tarah inhon ne meri bachpan mein parwarish ki hai, aap bhi in ke saath rehmat ka muaamla kijiye." (Sura-e-Bani Israail: 23,24)
May - 03
Share Youtube Link on: WhatsApp
|